Kabhi kabhi dusro ko samjhne ki jagah
Kudke darmiyaan jhakna jyada munasib hota hai,
Kya pata hum unki uljhanon mein
Khudko bewajah hi uljahyae ja rahe ho.
Jaruri nahi har baar kisi aur ke liye sochna
hi apko sukoon de,
Apne aap se rubaru hone ka bhi ek alag hi maza hai.